% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ishaaro.n ishaaro.n me.n dil lene vaale bataa ye hunar tuune siikhaa kahaa.N se nigaaho.n nigaaho.n me.n jaaduu chalaanaa merii jaan siikhaa hai tumane jahaa.N se mere dil ko tum bhaa gae merii kyaa thii is me.n khataa mere dil ko ta.Dapaa diyaa yahii thii vo zaalim adaa, yahii thii vo zaalim adaa ye raa.Njhaa kii baate.n, ye majanuu ke kisse alag to nahii.n hai.n merii daastaa.n se muhabbat jo karate hai.n vo muhabbat jataate nahii.n dha.Dakane apane dil kii kabhii kisii ko sunaate nahii.n, kisii ko sunaate nahii.n mazaa kyaa rahaa jab kii khud kar liyaa ho muhabbat kaa izahaar apanii zubaa.n se maanaa kii jaan-e-jahaa.n laakho.n me.n tum ek ho hamaarii nigaaho.n kii bhii kuchh to magar daad do, kuchh to magar daad do bahaaro.n ko bhii naaz jis phuul par thaa vahii phuul hamane chunaa gulasitaa.n se %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.