% % Contributor: Prince Kohli (pkohli@cc.gatech.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Anju Bhatnagar % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % jogii, ham to luT gaye tere pyaar me.n jaane tujhako, haay re jaane tujhako khabar kab hogii o ham to luT gaye tere pyaar me.n jaane tujhako haay re jaane tujhako khabar kab hogii chandaa bhI dekhA taare bhI dekhe dekhaa sUraj baraso.n lekin jis din tujhako dekhaa man me.n phUTii saraso.n haay re jogii ... champaa kii Daal me.n a.Dii chunariyaa raa.njhe aake chhu.Daae.n jis raa.njhe ko dil de baiThii us ko lagan paraae haay re jogii ... buraa ho in bairan a.Nkhiyo.n kA kar baiThii.n naadaanii pahale aag lagaa dii man me.n ab barasaae.n paanii haay re jogii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.