% % Contributor: Azra Bano (bano@charlie.ece.scarolina.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % lag gaI choT karejavaa me.n - 2 haay raamaa naino.n ke tiir mohe maar gayo saiyyaa.n - 2 o lag gaI choT karejavaa me.n, haay raama lag gaI choT karejavaa me.n aanaa achaanak mai.n nahii.n jaanuu.n re - 2 ghaayal karake, haay, ghaayal karake, haay, ghaayal karake sidhaar gayo saiyyaa.n lag gaI choT karejavaa me.n, haay raama, lag gaI choT kuchh maazaraa sunaataa huu.N mai.n husn-o-ishq kA lailaa kA ek aashiq-e-dIvaana qais thA baad-e-fanaa thA dono kA madafan judaa judaa lekin vo dono.n qabro.n se AtI thI ye sadaa lag gaI choT karejavaa me.n, haay raama, lag gaI choT korat-e-majanuu ke jaa puuchha kisIne ye ??qun? yaad kuchh lailaa ki ab bhI hai baakii khataatan? aah Tha.nDii bhar ke bolaa khe.nch kar mu.Nh se kafan kyaa?? lag gaI choT karejavaa me.n, haay raama, lag gaI choT %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.