% % Contributor: Guri (buxi@ix.netcom.com) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % rafii: Gam ki a.ndherI raat me.n dil ko nA beqaraar kar subah zaruur aayegii subah kA intazaar kar Gam ki a.ndherI raat me.n talat: dard hai saarii zindagI jisakaa koI silaa nahii.n dil ko fareb dIjiye aur ye hausalaa nahii.n - 2 rafii: khud se to badagumaan nA ho khud pe to aitabaar kar subah zaruur aayegii subah kA intazaar kar Gam ki andherI raat me.n talat: khud hii ta.Dap ke rah gaye dil ki sadaa se kyaa milaa aag se khelate rahe ham ko vafaa se kyaa milaa - 2 rafii: dil kI lagii bujhaa nA de dil kI lagii se pyaar kar subah zaruur aayegii subah kA intazaar kar Gam kI a.ndherI raat me.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.