% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: ramnarine.ragbir (54343lh@cbnewsh.cb.att.com) % Editor: % % AUM om jay jagadiish hare, svaamii jay jagadiish hare bhakt jano.n ke sa.nkaT, daas jano.n ke sa.nkaT xaN me.n duur kare, om jay... jo dhyaave phal paave, dukh binase man kaa svaamii dukh binase man kaa sukh sampati ghar aave, kashhT miTe tan kaa, om jay... maat pitaa tum mere, sharaN gahuu.n kisakii svaamii sharaN gahuu.n mai.n kisakii tum bin aur na duujaa, aasha karuu.N kisakii, om jay... tum puuraN paramaatmaa, tum a.ntarayaamii svaamii tum a.ntarayaamii param brahm parameshvar, tum sabake svaamii, om jay... tum karuNaa ke saagar, tum paalan karataa svaamii tum paalan karataa diin dayaalu kR^ipaalu, kR^ipaa karo bharataa, om jay... tum ho ek agochar sabake praaN pati svaamii sabake praaN pati kis vidhi miluu.N dayaamii, tumako mai.n kumati, om jay... diin ba.ndhu dukh harataa, tum raxak mere svaamii tum raxak mere karuNaa hast ba.Dhaao, sharaN pa.Duu.n mai.n tere, om jay... vishhay vikaar miTaavo paap haro devaa svaamii paap haro devaa shraddhaa bhakti ba.Dhaao sa.ntan kii sevaa, om jay... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.