% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Rajan Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % mahe: usako nahii.n dekhaa hamane kabhii par isakii zaruurat kyaa hogii dono: ai maa.N, ai maa.N terii suurat se alag bhagavaan kii suurat kyaa hogii, kyaa hogii usako nahii.n dekhaa hamane kabhii... man: inasaan to kyaa devataa bhii aa.Nchal me.n pale tere hai svarg isii duniyaa me.n kadamo.n ke tale tere mamataa hii luTaaye jisake nayan, ho... dono: mamataa hii luTaaye jisake nayan aisii koii muurat kyaa hogii ai maa.N, ai maa.N terii... mahe: kyo.n dhuup jalaaye dukho.n kii kyo.n Gam kii ghaTaa barase ye haath duaao.n vaale rahate hai.n sadaa sar pe tuu hai to a.ndhere path me.n hame.n, ho... dono: tuu hai to a.ndhere path me.n hame.n suuraj kii zaruurat kyaa hogii ai maa.N, ai maa.N terii... dono: kahate hai.n terii shaan me.n jo koii uu.Nche bol nahii.n bhagavaan ke paas bhii maataa tere pyaar kaa mol nahii.n ham to yahii jaane tujhase ba.Dii, ho... ham to yahii jaane tujhase ba.Dii sa.nsaar kii daulat kyaa hogii ai maa.N, ai maa.N terii... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.