% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@pico.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % laakho.n hai.n nigaah me.n, zi.ndagii kii raah me.n sanam hasiin javaa.N hoTho.n me.n gulaab hai, aa.Nkho.n me.n sharaab hai lekin vo baat kahaa.N (laT hai kisii kii jaaduu kaa jaal ra.ng Daale kisii pe kisii kaa jamaal) - 2 taubaa ye nigaahe.n, ke rokatii hai raahe.n le leke tiir kamaan laakho.n hai.n nigaah me.n ... (jaanuu.n naa diivaanaa mai.n dil kaa kaun hai khayaalo.n kii malikaa) - 2 bhiigii bhiigii rut kii chhaao.n tale man ko kahii.n vo aan mile kaise pahachaanuu.N, ki naam nahii.n jaanuu.N Dhuu.nDhe mere aramaan laakho.n hai.n nigaah me.n ... (kabhii kabhii vo ek maha-jabii.n Dolatii hai dil ke paas kahii.n) - 2 ke hai.n jo yahii baate.n to ho.ngii mulaakaate.n kabhii vahaa.N nahii.n to yahaa.N haay, laakho.n hai.n nigaah me.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.