% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % meraa yaar rahe zi.ndaa, meraa pyaar rahe zi.ndaa bevafaa mujhe kahalaane do, ho jaane do sharami.ndaa tuu aa tuu aa tuu aa bhii jaa kasam nibhaa tuu aa tuu aa ki dekhatii hai zi.ndagii teraa hii raastaa apane yaar kii khaatir, mai.n kuchh bhii kar sakatii huu.n apane pyaar kii khaatir, jiite jii mar sakatii huu.n dil to.Dake apanaa mai.n, vaado.n se mukar sakatii huu.n, meraa yaar rahe ... ham kha.De hai.n terii raaho.n me.n, ham kha.De hai.n terii raaho.n me.n aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa pyaar kii baaho.n me.n aa auro.n se lenaa kyaa, tujhase hame.n hai vaastaa, tuu aa ... mahabuub salaamat ho, mai.n naakaamii sah luu.ngii ban jaauu.ngii harajaaii, mai.n badanaamii sah luu.ngii tujh pe naa aa.nch aae, a.ngaaro.n pe rah luu.ngii, meraa yaar rahe ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.