% % Contributor: C.S.Sudarshan Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Header Info: Pradeep Dubey (pradeep@watson.ibm.com) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % pahachaan to thI pahachaanaa nahI.n mai.nne apane aap ko jaanaa nahI.n pahachaan to thI jab dhuup barasatI hai sar pe to paanI me.n chhaa.Nv khilatI hai mai.n bhuul gaI thI chhaa.Nv agar milatI hai to dhuup me.n milatI hai is dhuup aur chhaa.Nv kii khel me.n kyo.n jinakaa ishaaraa samajhaa nahI.n pahachaan ... mai.n jaagii rahI kuchh sapano.n me.n aur jaagii huI bhI soI rahI jaane kin bhuulabhulaiyaa me.n kuchh bhaTakI rahI kuchh khoI rahI jinake liye mai.n maratI rahI jinakaa ishaaraa samajhaa nahI.n pahachaan ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.