% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Renu Thamma (RTHAMMA@VAX1.UMKC.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % nazaro.n se kah do pyaar me.n milane kaa mausam aa gayaa baaho.n me.n baahe.n Daal ke khilane kaa mausam aa gayaa 1) is pyaar se teraa haath lagaa laharaa gae gesuu mere kuchh bhii nazar aataa nahii.n mastii me.n mujhe tere pare ka.ndhe pe mere zulf ke Dhalane kaa mausam aa gayaa, nazaro.n ... 2) tum mil bhii gae phir bhii dil ko kyaa jaane kaisii aas hai tum paas ho phir bhii ho.nTho.n me.n jaane kaisii pyaas hai ho.nTho.n kii Tha.nDii aag me.n jalane kaa mausam aa gayaa, nazaro.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.