% % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.n hai zamiin ke daaye nahii.n teraa nishA.n (naa to mil ke gaye naa hii chho.Daa nishaa.n ?) ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.n naa vo lay aaj rahii naa vo may mil rahaa paas ma.nzil pe aake luTaa kaaravaa.n ho luTaa kaaravaa.n ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.n ye sitaare nahii.n Gam ke aa.NsU hai.n ye ro rahaa hai mere haal par aasamaa.n haal par aasamaa.n ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.n tumase milake hii mastii me.n khoye the ham aa.Nkhe.n khulii.n to uja.Daa huaa thaa jahaa.n ab mai.n jaauu.N kahaa.n ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.n hai zamii.n ke daaye nahii.n teraa nishaa.N ai merii zi.ndagii tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.n tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.n, tujhe Dhuu.NDhU.n kahaa.n... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.