% % Contributor: Porky (ceindian@utacnvs.uta.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Aug 17 12:34:28 EDT 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % raam naam kii luuT hai, luuT sake to luuT antakaal pachhataaegaa jab, praaN jaae.nge chhuuT harii harii jap le manavaa kyo.n ghabaraae ik vahii paar lagaae, ik vahii paar lagaae jhuuThe saare jag ke naate kaise jag ba.ndhan ko kaaTe ek hai sachchaa naataa jag me.n sab arpaN usake charaNan me.n har pal ye man prabhu ke hii guN gaae, ik vahii... tere naam kii mahimaa bhaarii miiraa bha_ii mohan matavaarii teraa naam li_aa gaj ne tum aae muraliidhar giradhaarii naam teraa dhyaan teraa mere man ko bhaae, ik vahii... man ma.ndir a.ntar me.n muurat nainan me.n har pal terii suurat ye tan terii mahimaa gaae mere svar me.n tuu ram jaae siitaa-raam raadhe-shyaam jo sumire sukh paae, ik vahii... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.