% % Contributor: Swapneel Mahajan (swapneel@cse.iitb.ernet.in) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Aug 20 17:41:29 EDT 1995 % Credits: Snehal Oza (snehal@wipro.wipsys.soft.net) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % jiGar kii aag se is dilako jalataa dekhate jaao luTii jaatii hai armaano.n kii duniyaa dekhate jaao lagii hai aag dil me.n aa.Nkh se aa.Nsuu barasate hai.n bharii barasaat me.n is ghar ko jalataa dekhate jaao is din ke li_e bolo tumhe.n kyaa hamane chaahaa thaa ki ham barabaad ho.n aur tum tamaashaa dekhate jaao %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.