% % Contributor: Guri Buxi% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 01/17/1996 % Editor: Rajiv Shridhar % % (aa.Nsuu kii buu.Nd hai kabhii, jiivan kabhii muskaan hai) -2 aa.Nsuu kii buu.Nd (barasaat kii, ulajhan me.n jaa aashaao.n ke, diipak jalaa) -2 jiinaa bahut mushkil sahii, maranaa kahaa.N aasaan hai aa.Nsuu kii buu.Nd (jo baat hai dil me.n dabii kho_ii na aa.Nkho.n me.n kahii.n) -2 tham jaaegaa dil me.n teraa, jo dard kaa tuufaan hai aa.Nsuu kii buu.Nd (baazii us kii maut ho bhuule jo apane aap ko) -2 us ne gagan ko chhuu liyaa, apane jise pahachaan hai aa.Nsuu kii buu.Nd hai kabhii, jiivan kabhii muskaan hai aa.Nsuu kii buu.Nd %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.