% % Contributor: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Jan 18 19:57:39 EST 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % (jab yaad kii badalii chhaatii hai tab aa.Nkh merii bhar aatii hai) -3 mujhe sulaane kii khaatir raat bhii thak-thak jaatii hai -2 par nii.nd merii to par nii.nd merii to pagalii Thaharii, tere ghar tak jaatii hai jab yaad kii badalii ... tuu kyaa teraa vaadaa kyaa har baat terii sharmaatii hai -2 pat miT jaae.nge par miT jaae.nge pyaar me.n ham, ye dil kii agan bataatii hai jab yaad kii badalii ... chaar diivaarii ma.ndir kii, yaad terii doharaatii hai -2 par khaalii ma.ndir, o par khaalii ma.ndir me.n puujaa to man ki thakan ba.Dhaatii hai jab yaad kii badalii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.