% % Contributor: Neha Desai (umdesai@cc.umanitoba.ca) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Jan 21 17:30:29 EST 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % la: shaam Dhale, khi.Dakii tale tum siiTii bajaanaa chho.D do chi: gha.Dii-gha.Dii khi.Dakii me.n kha.Dii tum tiir chalaanaa chho.D do la: roz-roz tum merii galii me.n chakkar kyo.n ho kaaTate ajii, chakkar kyo.n ho kaaTate chi: sachchii-sachchii baat kahuu.N mai.n -2 ajii tumhaare vaaste, tumhaare vaaste la: jaao, jaao, hosh me.n aao yuu.N aanaa-jaanaa chho.D do -2 la: mujhase tumhe.n kyaa matalab hai ye baat zaraa batalaao -2 chi: baat fakat itanii sii hai ki tum merii ho jaao aao aao tum merii ho jaao la: aisii baate.n, apane dil me.n ai saahib tum laanaa chho.D do -2 chi: chaar mahiine mehanat kii hai ajii ra.Ng kabhii to laaegii -2 la: jaao-jaao jii yahaa.N tumhaarii daal kabhii galane na paaegii ajii daal kabhii galane na paaegii chi: dilavaalo.n, matavaalo.n par tum raub jamaanaa chho.D do ajii raub jamaanaa chho.D do shaam Dhale ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.