% % Contributor: David Anthony Windsor% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 06/03/1996 % % achchhaa unhe.n dekhaa hai biimaar huii aa.Nkhe.n murjhaaii sii rahatii hai ghabaraaii sii rahatii maashuuko.n kii mahafil me.n sharmaaii sii rahatii kyaa jaane huaa kyaa hai pattharaaii sii rahatii hai achchhaa unhe.n dekhaa biimaar huii aa.Nkhe.n shauk bhii luTaa baiThii mastii bhii ga.Nvaa baiThii uThatii hai na jhukatii hai kyaa rog lagaa baiThii achchhaa unhe.n dekhaa biimaar huii aa.Nkhe.n kis tarah haTe dil se vaadaa hai sitamagar se kahatii hai lagan dil kii vo chal bhii chuke ghar se hai faasalaa dam bhar kaa phir dekh saamaa.n ghar kaa vo hilane lagii chilaman vo pardaa ai dar sarakaa lo aa hii gayaa koii lo chaar huii aa.Nkhe.n sarshaar huii aa.Nkhe.n vo naqaab ruK se uThaae kyo.n vo bahaar-e-husn luTaae kyo.n sar-e-bazm jalvaa dikhaae kyo.n tumhe.n a.Nkhiyo.n se pilaae kyo.n ke vo apane nashe me.n chuur hai jo nashe me.n chuur rahe sadaa use tere haal kaa kyaa pataa rahaa yahii dil kaa maamalaa magar usakii koii nahii.n Kataa terii aa.Nkh kaa ye kasuur terii aa.Nkho.n pe pa.Daa pardaa laachaar huii aa.Nkhe.n achchhaa unhe.n dekhaa hai biimaar huii aa.Nkhe.n hamane aaj ek Kvaab dekhaa hai Kvaab bhii laajavaab dekhaa hai koii taabiir usakii batalaao raat kaa aaftaab dekhaa hai yaanii zi.ndaa sharaab dekhoge husn ko be-nakaab dekhoge raat kaa aaftaab dekhaa hai subah ko aaftaab dekhoge chaa.Ndanii me.n uThii ghaTaa jaise dar-e-mayaKaanaa khul gayaa jaise mayaKaane me.n pahu.Nchii to mayaKvaar huii aa.Nkhe.n gulnaar huii aa.Nkhe.n ... achchhaa unhe.n dekhaa hai biimaar huii aa.Nkhe.n dil kaa na kahaa maanaa gaddaar huii aa.Nkhe.n achchhaa unhe.n dekhaa hai biimaar huii aa.Nkhe.n laachaar huii aa.Nkhe.n mayaKvaar huii aa.Nkhe.n achchhaa unhe.n dekhaa hai biimaar huii aa.Nkhe.n %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.