% % Contributor: Pavan Kumar Desikan% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/28/1996 % Comments: Year 1947 % % nuur jahaa.n: tum aa.Nkho.n se duur ho, huii nii.nd aa.Nkho.n se duur mere saathii Gam kii choT se huaa dil kaa shiishaa chuur saathiyaa, beliyaa, saajanaa, ho o o ... durraanii: mujhe shikavaa hai taqadiir se, nahii.n tumase koii Gilaa haay, nahii.n tumase koii Gilaa mujhe laakar yuu.N pardes me.n meraa sab kuchh chhiin liyaa haay, meraa sab kuchh chiin liyaa saathiyaa, beliyaa, saajanaa, ho o oy ... nuur jahaa.n: merii aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu aa base, huu.N rone par majabuur mere zaKm hue pardesiyaa, aa ris-ris ke naasuur saathiyaa, beliyaa, saajanaa, ho o o ... durraanii: mujhe rogii karake pyaar kaa, diyaa Gam kaa rog lagaa haay diyaa Gam kaa rog lagaa mere jalate hue charaaG ko merii, qismat ga_ii bujhaa haay, merii qismat ga_ii bujhaa saathiyaa, beliyaa, saajanaa, ho o oy ... nuur jahaa.n: mujhe dhokaa diyaa nasiib ne, nahii.n meraa koii kusuur -2 saathiyaa, beliyaa, saajanaa ho o o ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.