% % Contributor: Vandana Venkatesan% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 11/02/1996 % % ra: parbato.n ke pe.Do.n par shaam kaa baseraa hai surama_ii ujaalaa hai, champa_ii a.ndheraa hai su: dono.n vaqt milate hai.n do dilo.n kii suurat se aasma.n ne khush hoke ra.Ng saa bikheraa hai ra: Thahate-Thahare paanii me.n giit sar-saraate hai.n bhiige-bhiige jho.nko.n me.n khushabu_o.n kaa Deraa hai parbato.n ke pe.Do.n par ... su: kyo.n na jazb ho jaae.n is hasiin nazaare me.n roshanii kaa jhuramaT hai mastiyo.n kaa gheraa hai parbato.n ke pe.Do.n par ... ra: ab kisii nazaare kii dil ko aarzuu kyo.n hai jab se paa liyaa tum ko sab jahaa.n meraa hai do: jab se paa liyaa tum ko sab jahaa.n meraa hai parbato.n ke pe.Do.n par ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.